Saturday, 10 April 2010

Grandmom's words


Badi manzil jaana hai, Arey naadan pardesi,

Khuda ko muh bataana hai, Arey naadan pardesi;

Na chhaate ko tanaa kar chal,

Na mitti ko daba kar chal,

Khuda ko muh bataana hai, Arey nadaan pardesi;

Na ghairon ki shikaayat kar,

Na de miskinon ko taana,

Khuda ko muh bataana hai, Arey naadan pardesi,

Badi manzil jaana hai, Arey naadan pardesi

Blessings, Magic and Beauty

  As I lay here in a darkened bedroom with my little fairy sleeping on me, my mind wanders to this time last year and the months that follow...